Aloe Vera se piles ka ilaj करे 30 मैं ~ aloe vera gel
Hi, aaj ke is article mein mein main aaj ek aur nai post lekar aaya hun is post mein main aapko bataunga aloe vera se piles ka ilaj kaise hota hai
Piles kya hai aur kya kya iske lakshan hai Kaun si hai bimari hai hai aur aloe vera kya hai aloevera mein kaun se aise gun paye jaate Hain jisse a piles ka ilaaj ho sakta hai yah sab janenge Aaj is post mein
Aloe Vera se piles ka ilaj kaise hota hai
Aloevera fibre juice ka istemal karne se a pet ki jo samasya door hoti hai , chahe vah pachan sakti ho ho ya FIR aanthon ki Safai Ho |
pet se related har EK ek bimari lagbhag aloe vera fibre usse khatm Ho jaati hai | ISI ke antargat piles bhi aati hai piles ki shuruaat pet se hi hoti hai | piles jyadatar lambe samay Tak baithe Rahane se | ya FIR lambe samay Tak pachan kriya kharab Rahane se Piles 100% percent start hoti hai. | Aloevera peene se pet Puri tarah se saaf ho jata hai | yahi hi ek Karan hai ki aloevera se piles ka ilaaj ho jata hai aage chalkar main aapko kuchh aur chijen aage chalkar main aapko kuchh aur chijen bhi bataunga.
Aloe Vera kya hai
Aloevera jungle mein paye jane wali ek aushadhi hai iske bahut sare naam hai. Ghirt Kumari ya Aloe Vera. Jise kar Ganda yah gwar ke Partha ke naam se bhi Jana jata hai. Ek aushdhiy paudhe ke roop mein vikhyat hai | iski utpati sanbhtaw : uttari Africa mein Hui hai | yah prajati Vishva ke Anya sthanon per swabhavik roop se nahin Pai jaati | per iske nikat sambandhi yelo uttari Africa mein paye jaate Hain | yah aushadhi Bharat mein bhi bahut jyada Pai jaati hai | India mein uski 300 Plus prajatiyan maujud hai |
Aloe Vera benefits or Side effects
Aloevera mein Surya ki parabaigani Kiran se bachane ki | aise mein iska ek sunscreen ki tarah istemal ho sakta hai | iske anti oxidant Navami ko banae rakhne mein madad karte Hain | iska istemal moisturizer ke Nirman mein kiya jata hai |
Aloe vera Ko agar savdhani ke sath Na Piya jaaye to iske Kai sare side effect ho sakte hain | allergy, chehre par Dane ya pitai, khujali ya suji Hui tawcha, sans Lene mein kathinai, seene mein Dard aur gale mein jalan Jaise lakshan aloevera ke Sevan ki vajah se ho sakte hain | isiliye hamesha aloevera ka istemal karte samay doctor ki Salah jarur len

Piles treatment aloe vera
aloevera ke prayog se piles yani bawaseer ka ilaj | aloevera ke juice se kabj ki samasya nahin Hoti | guda ke bahar Masoom mein aloevera jail lagaen jisse a mass jald hi khatm Ho jaenge | ek gilas chhachh me thoda jeera piece kar Mila kar aloe vera juice ke sath Sevan karne se bavasir ko jald theek karne ka yah ek behtarin upay hai | din mein lagbhag 3 ya 4 bar istemal Karen |
Ek chammach aloevera powder mein ek chammach mishri milakar peene se piles ki bimari dhire dhire khatm hoti jaati hai |
Ek chammach aloevera powder mein ek chammach mishri milakar peene se piles ki bimari dhire dhire khatm hoti jaati hai |
Piles hone ke lakchhan
Khuda ke aaspaas kathor Jaisi mahsus hoti hai | ismein Dard rahata hai tatha khoon bhi a sakta hai |
Soch ke bad bhi pet saaf na hone ka abhas hona |
Soch ke waqt jalan ke sath Lal chamakdar ka vah khoon aana |
Gudda ke aaspaas khujali, or lalipan Sujan rahana |
Soch ke waqt jyada derd hona |
Soch ke bad bhi pet saaf na hone ka abhas hona |
Soch ke waqt jalan ke sath Lal chamakdar ka vah khoon aana |
Gudda ke aaspaas khujali, or lalipan Sujan rahana |
Soch ke waqt jyada derd hona |
piles hone ke Karan
Kuchh logon mein yah Rog peedhi dar peedhi dekha jata hai | Lekin kuchh mein ya Anya Karan se bhi hota hai |
jo yah hai
Kabj bhi bavasir ka ek Pramukh Karan hai |
Jyadatar talevhue aur mirch masale yukt bhojan karna |
Soch theek se na karna |
Fibre yukt bhojan ka Sevan Na Karna |
Lagatar kam karte rahana |
Dharampal aur sharab ka istemal Karna |

piles mein parhez
Agar aap piles ka ilaaj karva rahe hain yah aap Payal se pidit Hain | to aapko kuchh chijon ka per hi bahut hi jyada jaruri hai | jinse aapko yah bimari theek hone Tak bilkul dur rahana hai
No comments: